Wednesday, May 12, 2021

Blogger Pe Post Create kaise kare

 

blogger

Blogger pe Register aur setup karne ke baad jo important chiz hai wo hai Post ko create karna. To aaj is post me hum aapko batayenge ke how to Create a Blog on Blogger.

How to create a Blog on Blogger

  • Screen ke top me New Post ke option pe click kare. Left side me Post ke option me ja kar aap posts, createedits aur view kar sakte hai.create a Blog on Blogger
  • Post ka title enter kare. Post ke Right me textbox me title enter kare

create a Blog on Blogger

  • Compose pe click kar ke aap apne post ke liye different fonts, sizes aur text color add kar sakte hai. Agar aap  HTML me work karna chahte hai to HTML pe click kar sakte hai.

create a Blog on Blogger

  • Upper right corner me Post Settings me ja kar aap reader comments option, HTML settings, aur line break option ko select kar sakte hai. Done pe click kar ke aap apni setting ko save kar sakte hai.

create a Blog on Blogger

  • Save ke option pe click kar ke aap apne work ko save kar sakte hai. Preview pe click kar ke aap dekh sakte hai ke aap ka post kaisa dikh raha hai. Post ko Publish karne ke liye Publish Option pe click kare

create a Blog on Blogger

 


No comments:

Post a Comment

Blogging as a Career || Everything you need to know !!

  Aaj humlog baat kar rhe hai   blogging   ( Blogging as a Career) ke bare me. Basically blogging ka matlb hota hai apne opinion ko writing ...